Song - Character Dheela Film - Ready Singer - Neeraj Shridhar, Amrita Kak Lyricist - Amitabh Bhattacharya Music Director - Pritam Artist - Salman Khan, Zarine Khan Music On - Music Of Lyrics
Kudiyon ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish me geela hai
Ishak ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
hoooo Main karoon toh saala Character Dheela haiLadko
ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish me geela hai
Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Hooo Main karoon toh saala Character Dheela hai
Hai simple sa yeh formula Hai love ka funda khokhala
mujhe bas pyaas tu hi de cool cool cool rehta hai

Kisi ka haath thaam ke hridaya kyun baad naam ke
I love you forever koi fool fool fool kehta hai

Isey peene se hai matlab ye yovan sant leela hai
Fark padta hai kya baahon mein munni hai ya sheela hai
Fark padta hai kya baahon mein munni hai ya sheela hai
Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Hooo Main karoon toh saala Character Dheela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Hooo Main karoon toh saala Character Dheela hai
Yeh charcha Facebook pe hai mazaa bas ek look mein hai
Hassi chehre ko toldi baar baar baar baar karta hai

Jo dil ka photo frame ho wahan photo kyun same ho
Calendar hi tarah uss roz roz roz roz change karta hai

Kamar patli ho jitni bhi mazaa utna nasheela hai
Chalega jo bhi hai aankhon ka ranga kaala ya neela hai
Ishak ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Chalega jo bhi hai aankhon ka ranga kaala ya neela hai
Ishak ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala character dheela hai
Hooo main karoon toh saala character dheela hai
Kudiyon ka nasha pyaare nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai

Enjoy and stay connected with us!!
No comments:
Post a Comment
Thanks-For-Comment-Keep-Supporting!